Ramaiyya Vastavayya

Song : Ramaiyya Vastavayya Film : Shree 420

Uses : S r G m P d D n

Note : Numbers at the end of the lines indicate line numbers.

Pallavi :

Ramayya vastavayya, ramayya vastavayya
m m m P P d d.....,       P d P m..m m m ............1

Play line 1 again
maine dil tujko diya, maine dil tujko diya
m m m G R G S S..,   m m m G R G S S ....... 2

Play line 1 again

Charanam :
nainon men thi             pyaar ki roshni
S+ r+ n S+...S+...S+...S+....S+ r+ n S+ S+......3

teri ankhon men yeh duniya daari na thi
n n d n d P m m P....D n n...  d n d P m m m ......4

Play line 4 again

tu aur tha                        tera dil aur tha
S+ r+ n S+...S+...S+...S+....S+ r+ n S+ S+.......5

tere man men yeh meeti         kataari na thi
n n d n d P m m P....D n n...  d n d P m m m ......6

Play line 6 again

main jo dukh paoon to kya, aaj pachtaoon to kya
m m m P P d d.....,                  P d P m..m m m ............7

Play line 7 again

Play line 2 again

Play the whole pallavi again

Play the whole thing again for the second stanza.

Please take a look at the notation
Paragraph 2:
us desh men tere pardes men
sone chaandi ke badle men bikte hain dil
is gaanv men dard ki chaanv men
pyaar ke naam par hi tadapte hain dil
chaand taaron ke tale, raat yeh gaati chale...

Paragraph 3:

yaad aati rahi dil dukhaati rahi
apne man ko manaana na aaya hamen
tu na aaye to kya bhul jaaye
pyaar karake bhulaana na aaya hamen
vahin se dhuoor se hui, tu bhi yeh kah de khabhi...

Praragraph 4:

rasta wohi aur musafir wohi
ek taara na jaane kahan chhup gaya
duniya wohi duniyawaale wohi
koi kya jaane kiskaa jahaan lut ga
meri aankhon men rahe, kaun jo tujhse kahe...

Comments

Popular Posts

Click here for Exploring more Notes....

Show more

Useful Posts

Show more